Added a new theme today - naaseh
A few examples:
naaseh ko bulaao meraa imaan sambhaale
phir dekh liyaa us ne sharaarat kii nazar se
[Hafeez Jallandhari]
ab to har shaam guzaratii hai isii kooche meN
ye nateejaa huaa naaseh tere samajhaane kaa
[Iqbal Sufipuri]
tanz-o-taanaa-o-tohamat sab hunar haiN naaseh ke
aap se ko_ii poochhe ham ne kyaa buraa_ii kii
[Ahmed Faraz]
karnaa hai mujh ko hazrat-e-naaseh se saamanaa
mil jaaye do ghaRii ko tumhaarii nazar mujhe
[Jigar Moradabadi]